Pages

Wednesday, October 15, 2014

JISM-O-JAAN

MAIN EK KHUWAB SAHI , APKI AMANAT HOON
SAMBHAL KAR RAKHIYE GA MUJHY JISM-O-JAN KI TRHAN

Bura lagta hai

BACHA RAKHA HAI KHUD KO TERI KHATIR

KOI PIYAR SE DAIKHAY TO BURA LAGTA HAI

MOHABBAT KA GHUMAAN

Tum ko naraz hi rehna hai to koi baat karo
ke
chup rehne se mohabat ka ghuman hota hai

Tum MAIN

Kon Si Baat Hai Tum Main 

Tum Itnay Achay Q Lagtay Ho?

Tuesday, October 14, 2014

Ansou

Hanstey Raho  Gey Toh DuNiya Saaaath Hai Warna,
Aansuoo ko To Aankh Mei Bhi Jagaah Nahin Milti..!!

Wednesday, October 8, 2014

Gila Banta Hi NaHi

Gila Banta Hi Nahi Un Se Be-Rukhi Ka

Dill Hi Tou Tha Bhar Gaya Ho Ga ,,