Monday, March 5, 2012
Tuesday, January 17, 2012
DARD JEET JATA HAI
Dard Jeet Jata Hai..
Log Milty Julty Hain..
Sath Sath Chalty Hain..
Sath Sath Chalne Main..
Ranjishein Bi Hoti Hain..
Ranjishon Main Bi Lekin..
Chahatein Bi Hoti Hain..
Chahaton Ki Bi Har Pal..
Log Milty Julty Hain..
Sath Sath Chalty Hain..
Sath Sath Chalne Main..
Ranjishein Bi Hoti Hain..
Ranjishon Main Bi Lekin..
Chahatein Bi Hoti Hain..
Chahaton Ki Bi Har Pal..
Ik Ajab Kahani Hai..
Hot Hansty Rehty Hain..
Ankhein Bheeg Jati Hain..
Bheegi Si Nigahon Main..
Khuwab Jalty Bujty Hain..
Dard Ke Is Safar Main Kuch..
Aisy Mor Bi Aty Hain..
Khuwab Toot Jaty Hain..
Sath Choot Jaty Hain..
Kircheian Uthaney Main..
Waqt Beet Jata Hai..
Dard Jeet Jata Hai..
Hot Hansty Rehty Hain..
Ankhein Bheeg Jati Hain..
Bheegi Si Nigahon Main..
Khuwab Jalty Bujty Hain..
Dard Ke Is Safar Main Kuch..
Aisy Mor Bi Aty Hain..
Khuwab Toot Jaty Hain..
Sath Choot Jaty Hain..
Kircheian Uthaney Main..
Waqt Beet Jata Hai..
Dard Jeet Jata Hai..
ZARA
Chalo Apni Mehfil Sajaaen Zara
Zamaane Ke Gham Ko Bhulaaen Zara
Muneer Aaj Phir Us Se Milte Chalen
Jhalak Us Ki Phir Dekh Aaen Zara
Zamaane Ke Gham Ko Bhulaaen Zara
Muneer Aaj Phir Us Se Milte Chalen
Jhalak Us Ki Phir Dekh Aaen Zara
METHAAS
Meray lehjay ki methaas tujhy us din rulay gi "WASI"
Jab teri be-rukhi pe koi be-rukhi dikhay ga.......!!!
Jab teri be-rukhi pe koi be-rukhi dikhay ga.......!!!
SHOQ
mujy teray Qaflay main chalnay ka koi shoq nahi
magar! teray sath koi or chalay mujy acha nahi lagta......!!!!!!
magar! teray sath koi or chalay mujy acha nahi lagta......!!!!!!
Sunday, January 15, 2012
MERI ROOH MAIN JO UTAR JAY
Meri rooh mein jo utar sakay woh mohabbtain mujhe chahiye,
Jo sarab ho’n naa azaab ho’n woh rafaqtain mujhe chahiye,
Jo sarab ho’n naa azaab ho’n woh rafaqtain mujhe chahiye,
Unhain sama-ato’n ki talaash hain jo calendaro’n sey utar gayain,
Jo samay k saath guzar gayain wohi fursatain mujhe chahiye,
Jo samay k saath guzar gayain wohi fursatain mujhe chahiye,
Kahin mil sakai’n to samait laa, meray roz o shab ki kahaniya’n,
Jo ghubaar e waqt mein chup gayain wohi hakaaytai;n mujhe cahiye,
Jo ghubaar e waqt mein chup gayain wohi hakaaytai;n mujhe cahiye,
Jo meri shabo’n k chirag thay jo meri umeed k baagh thay,
Wohi loug hain meri aarzoo. Wohi sooratai’n mujhe chahiye,
Wohi loug hain meri aarzoo. Wohi sooratai’n mujhe chahiye,
Teri qurbatai’n nahin chahiye meri shayri k mizaaj ko,
Mujhe faasilo’n sey dawam dein teri qurbatai’n mujhe chahiye,
Mujhe faasilo’n sey dawam dein teri qurbatai’n mujhe chahiye,
Mujhe aur kuch nahin chahiye yeh duaai’n hain meri saibaa’n,
Karri dhoop mein mujhe mil sakain wohi chhtayai’n mujhe chahiye….!!!!
Karri dhoop mein mujhe mil sakain wohi chhtayai’n mujhe chahiye….!!!!
Friday, December 2, 2011
ღ MERAY HO K RAHO ღ
tum meray ho k raho
apni khatir jagay ho soye ho
apni khatir hansay ho roye ho
kis liye aaj khoi khoi ho
tum nay aanso bohat piye apnay
tum bohat saal reh liye apnay
tum azal se dukhoon ka deray ho
chahay khod k ghulam main gehrey ho
jab se paida hoy ho meray ho
aaj kholain gey lub siye apnay
tum bohat saal reh liye apnay
ab meray ho serf meray ho.... !
Subscribe to:
Posts (Atom)
