Us k Pass Wafa kI Gunjaaish Na Thi Tou Phir Bhi Ham Nay Usay Bewafa na kaha Piyar Hamaray Muqadar main nahi Yeh Soch kar ham khamosh Rahay....!!!!
Saturday, April 21, 2012
Chalo phir suno aaj ki akhri baat……♥
Muhabbat Khouf hoti hai…….♥
Kabhi nadan karti hai……♥
Kabhi Heran karti hai…..♥
Mujhy maloom hai shayed….♥
Boht nuksan karti hai…..♥
yeh ghar veeran karti hai…..♥
jahan hon ronaqain zinda…♥
woh dil sunsan karti hai…♥
Magar ab sun mere hamdum….!
mujhe karni muhabbat hai…♥
muhabbat woh haqeqat hai…♥
jo dil abad karti hai…♥
sabhi ko shad karti hai…♥
maroon ko yad karti hai…♥
muhabbat khouf kab sy hai…♥
muhabbat rog kab sai hai…♥
yeh marham hai maseeha ka…♥
yeh deepak hai, paretam karti hai…♥
chalo acha hoa Jaana…♥
gaya mei jaan yeh Jana…♥
SUNO PHIR GHOUR SY JANA…..♥
MUJHE TM SY MUHABBAT HAI…..♥
MUJHY TM SY MUHABBAT HAI…..♥

Sunday, April 15, 2012
Kahani EK Dulhan Ki
Sheeshay kay AainEy main dekhti hai woh khamOsh nazraiN
GhunGhanT main chahera ChupayE Huyi
AankhooN main kaJaL sajayE hoyI
chor kay apna Ghar AanGaN
chalii aayi dulHaN Ek naayE duniyA BasanEy
ho gayii paraii jahaN Beeta Apna BachpaN
aur jawaani ki haseeN raahaiN
apna na hai woh sansaar
jis main Banayi hai nayi kahani
mathey ki bindayA kuch kehti hai us seY
hathoOn ka kanGaN khanakta hai
jaisey kehtay hai rukh jaa ree sakhii
na chor wo raahain
jis main kheLa tera bAchpan
chorr kay apna Ghar AanGaN
chali aayi dulHaN ek nayi duniyA BasaneY
LaaL joray main saji hai aiseY
jaisey koi pari ho paristaAn ki
AankhoOn main ek sapna lekaY
dil main jaGi hai aisi umaG
KhusiyOoN say Bhara hai woh NaYa jeevaN
jahan Lagay woh paraii bhe apni
jahan sathi ho payara
aur khusiyoN ka AaLaM ho
phir bhi udass si LaGtI hai
us ki nazar keh jati hai
us ki Aankhaii si BaataiN
yaAd dilaati hai
woh bethaY diL
woh khamOsh GaliyoUn ki raahaiN
phir bhi nibhani hai wo reet Purani
chor kay apna Ghar AanGaN
chali aayi duLhaN ek nayi duniyA BasanEy.................!!!!
Monday, March 19, 2012
Subscribe to:
Posts (Atom)




