Pages

Saturday, April 21, 2012

Chalo phir suno aaj ki akhri baat……♥ Muhabbat Khouf hoti hai…….♥ Kabhi nadan karti hai……♥ Kabhi Heran karti hai…..♥ Mujhy maloom hai shayed….♥ Boht nuksan karti hai…..♥ yeh ghar veeran karti hai…..♥ jahan hon ronaqain zinda…♥ woh dil sunsan karti hai…♥ Magar ab sun mere hamdum….! mujhe karni muhabbat hai…♥ muhabbat woh haqeqat hai…♥ jo dil abad karti hai…♥ sabhi ko shad karti hai…♥ maroon ko yad karti hai…♥ muhabbat khouf kab sy hai…♥ muhabbat rog kab sai hai…♥ yeh marham hai maseeha ka…♥ yeh deepak hai, paretam karti hai…♥ chalo acha hoa Jaana…♥ gaya mei jaan yeh Jana…♥ SUNO PHIR GHOUR SY JANA…..♥ MUJHE TM SY MUHABBAT HAI…..♥ MUJHY TM SY MUHABBAT HAI…..♥ Girls Myspace Comments

2 comments: